Saturday, August 10, 2013
Ashkon Ko Hum Ne Kai Bar Roka, Bhrosa To Tha Humain Apne Aap ParMagar, Un Ka Zikar Aate Hi Na Jane Kion Palkain Nam Ho Gai, Har Khushi Ham Hai Tera Gham Bhulane KLiye, Ek Tera Gham Hi Kafi Hai Mujhe Umar Bhar Rulane K Liye, Mout Par Bhi Hai Yaqeen Un Par Bhi Aitbar Hai, Dekhte Hain Pahle Kon Aata Hai Dono KaInizar Hai, Chand Ko Zameen ParLane Ki Zid Thi, Hum Ne Unhain ApnaBanane Ki Zid Ki Thi, Jis Rah Par Lakhon Ghar Barbad Howe, Hum Ne Bhi Wo Rah Apnane Ki Zid Ki Thi, Acha Howa K Wo Bewafa Ho Gaye, Warna Unhain Pane KLiye Is Zamane Ko Jalane Ki Zid Ki Thi, Aisi Bewafai Ki Us Ne K Mohabbat Bhi Badnaam Ho Gai Itni Qeemat Wasool Ki Us Ne Humari Aarti Bhi Nelaam Ho Gai, Un Se Door Bhala Hum Kaise Reh Pate, Dil Se Unhain Kaise Bhula Pate, Kash K Wo Sanso K Sath Sath Aaine Mein Bhi Base Hote Wo Nazar Aate, Bari Mehnat Se Meri Dunia Lutai Ho Gi Meri Mohabbat Ki Hasti Bhi Mitai Ho Gi, La Tere Pairon Mein Marham Laga Don, Mere Dil Ko Thokar ToAai Ho Gi, Teri Berukhi Ko Bhi Rutba Dia Humne, Pyar Ka Har Farz AdaaKia Hum Ne, Mat Soch K Hum Ne Bhula Dia Tum Ko, Aaj Bhi Bhagwan Se Pahle Tujhe Yad Kia Hum Ne, Aaj Phir Teri Yad Ne Rula Dia Kitna, Akela Hon Tum Bin YeAhsaas Kara Dia Do Lafz Likhne Ki Bhi Soch Na Thi Mujh Ko, Judai Teri Ne Mujh KoShayar Bana Dia, Aaj Teri Yadon Ko Seene Se Laga Kar Roye, Apne Khawabon MeinTujhe Pas Bula Kar Roye, Hazaron Bar Pukara Tujhe Tanhaion Mein, Aur Har Bar Tujhe PasNa Pa Kar Roye.............! =============== BABUR ALI MAZARI. ===============
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment