Pages

Wednesday, July 31, 2013

Ab koi chaand mera hy na sitara yaaro...!< + Ab kaha'n jaoun ga mein dard ka maara yaaro...!< + Mujh ko tufaan mein rehne ki bohat aadat hy...!< + Mujh ko le jao na sahil pe khudarayaro...!< + Dard ki raah mein tum rauz chalo ge kab tak?...!< + Ab B kar sakte ho tum hum se kinara yaaro...!< + Aag lag jati hy apno k dilo'n main jis se...!< + Chairhte Q ho wohi baat dobara yaaro...!< + Hum ne khud'dari ki tarikh raqamkar dali...!< + Dobate waqt kissi ko na pukara yaaro...!< + Raat andhere mein mere ghar ko jalaya kis ne?...!< + Mujh ko yeh kaam B lagta hy tumhara yaaro...!< + Hum na hon ge to bohat yaad karo ge hum ko...!< + Naam likh likh ke mitao ge hamara yaaro...!< + ==>END<==

No comments:

Post a Comment