Pages

Saturday, July 27, 2013

Guzar gai chaand raat ab eid ki tiyare hai. Ghum howe khtam sab ab milne ki un se bari hai. Paon mai piyal ankh mai kajal kan0n mai balee hai. Wo gum'sum bohat saj sawar k ane wale hai. Guzar gai chaand raat ab eid ki tiyare hai. Lab hai khusk bohat aj dor bohat tanhai hai. Kah na paie wo kuch honton se aj bhi. Par meray naam ki mehndi us ne apne hath0n par lagi hai. Khush tha dil Khuram aj bohat he zayda. Jo baat wo kah na sake wo mehndi se samjh aye hai. Guzar gai chaand raat ab eid Ki Tiyare Hai. Written By. Hafiz Khuram.

No comments:

Post a Comment