Pardes Rehne Wale Loat Aa K Eid Aya Hai.
Ab Itna B Na Sata Eid K Aya Hai.
Reh Liye Tum Bohat Dor Mujhse.
Ab Aa K Gale Se Laga K Eid Aya Hai.
Meri Muntzir Hain Aankhain Lab Pe Hain Duaen.
Meri Mohabbat Ki Laaj Rakh Le K Eid Aya Hai.
Ankhain Bhi Ab To Meri Rah Tak Tak K Thak Gain.
Ab Aur Bhi Itna Na Tarpa K Eid Aya Hai.
Meri Sadiyon Se Hai Yehe Hasrat Shani.
Aa K Mujhe Seene Se Laga Le K Eid Aya Hai.
Writer By.
BABUR ALI MAZARI.
END**S
No comments:
Post a Comment