Tumhari khamoshi ka sabab Janta hoon main.
Rothe hoey ho tum Manta hoon main.
Per hisaar-e-anna main qaid
Ab ki bar bhi.
Meri yeh khuwaush hai
Ke har bar ki tarah.
Tum mujhe manao Per yunhi dino ka shumaar karte karte.
Tumhara intezaar karte karte.
Calender ki taraf dekha Tu khayal aaya.
Ab ki bar main Apni anna ko tor don ga.
Muhubat ki kahani ko Naya aik mor do ga.
Shayad isi tor ho jaey Meri sari kutaiyon ka tadraak.
Lo aaj main tumhain kehta hoon.
Jaan-e-jaan
Eid Mubarak.
Poet.
Saghar Hina.
No comments:
Post a Comment