Pages

Sunday, August 18, 2013

Ankhein bhi wohi hain dareechabhi wohi hai. aur soch ke aangan mein utartabhi wohi hai. jis ne mere jazbon ki sadaqat ko na jaana. ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai. is dil ke kharabe se guzar kis kahoa hai. aankhein bhi wohi hont bhi lehja bhi wohi hai. jo kuch bhi kaha tha meri tanhayi ne tujh se. is shehar ki deewar pe likha bhiwohi hai. woh jis ne diye mujh ko muhabbat ke khazane. badal ki tarah aankh se barsa bhi wohi hai.

No comments:

Post a Comment