Pages

Thursday, October 3, 2013

Poet. Parveen Shakir. Pocha Jo Hall To Muskura K Ro Pari Apna Hath Mere Hath Main Thama K Ro Pari Wo Nadan Bholi Si Larki Nahi Janti Kia Hai Us Ka Roop Saroop Kundan Nahi To Kia Hai Us Ko Nahi Khabr K Us Ki Nahi Misal Deshat Ka Husn Bhi Us K Aagay Kia Hai Wo Apna Paak Daman Nechor De To Hoorain Hasool-E-Aab Ki Khatir Na Lar Parin To Aur Kia Hai Wo Ghar K Kisi Kone Mein Gum Sum Simti Bethi Hai Us Ko Nahi Khabr K Haqeeqat Aur Kia Hai Us Ki Ada Aisi Hai K Mosam Badal K Rakh De Wo Hanste Hanste Ro De Koi Poche Akhir Kia Hai Sharmeeli To Aisi K Khud Se Bhi Sharma Jaye Pallo Daba K Munh Mein Ghabra K Bole Kia Haia Us Ko Kahein Pari To Uski Toheen Ho Gi Par Pariyan Chehek Uthain Gi Wah Un Ka Naseeb Kia Hai, Sera To Aisi Hai ke Qurban ho Jay Har Shakhs, Ya Mere Khuda Us Par Inaam Nahi To Kia Hai, Ye Haqeeqat Hai K Tarq-E-Deeda-E-Zan Se Horain Mile Gi, Wo Samne Aaye To Horon Ki Talab Hai Kia.............! =============== SHANI.MAZARI ===============

No comments:

Post a Comment