Pages

Tuesday, November 12, 2013

wo baat mai itna bedelta jata hai k jis trah koi lehja bedelta jata hai ya arzo thi k hum oss k sath chalain mager wo shakes Rasta bedelta jata hai Rutain Wisaal ki ab Khwab honay wali hai k iss ki baat ka lehja bedelta jata hai Rha jo Dhoop mai sir per mery,wohi Aanchel Hawa chali hai to kitna bedelta jata hai wo baat ker jisay Duniya bhi Moutber Samjhay!! tujhe khaber hai zamana bedelta jata hai.

No comments:

Post a Comment