Pages

Saturday, December 21, 2013

Mile hawaaon main urne ki ye saza yaron Main zameen k rishton se kat gaya yaron Wo bekhayal musafir, main rasta yaron Kahan tha bas main mere us ko rokna yaron Mere qalam pe zamne ki gard aise thi K apne bare main kuch bhi na likh saka yaron Jo beshumar dilon ki nazar main rehta tha Wo apne bachon ko ek ghar na desaka yaron Janab-e-“Meer” Ki khud gharziyun main Miyan “Waseem” k kehne ko kya bacha yaron

No comments:

Post a Comment