Pages

Wednesday, January 1, 2014

Phir taaron bhari raatian hain" Phir khushboo ki baratein hain" "Phir raat ka thanda anchal hai Aur aik bhatakta badal hai" "Phir sawan toot k barsa hai Aur phir dil itna tarsa hai" "Phir duniya k jhamelon mai Phir zindagi k mailon main" "Ap ki yaad ki shehnai hai" Bus mai aur meri tanhai hai" "Bus mai aur meri tanhai hai"

No comments:

Post a Comment