Pages

Wednesday, July 31, 2013

Dekhtay thy hum urhtay parinde talabhon par< >parchai bhi tumhare nazar ate the talabon par< >yaad ni rehta tha hum ko din yeh raat< >maar he jatay thay hum un k isharon par< >dil-e-nadan itna machal sa gaya tha pyar me un k< >k bas naam he likhte rehtay thay un ka hum kitabon par< >bhol gay thay jin k liye hum sari duniya ko< >log ab hanstay hai hum dewan-e-mizajaon par< >kiya kerta tha wada umer bahr sath nibahnay ka< >sochtay rehtay hai hum ab bhi un k kiye howe wadaon par< >khuram ab bhi aksar parinde urhtay hain talabon par< >jab yaad un ki ate hai ansoo girtay rehtay hain kitabon par. Poet. Hafiz Khuram.

No comments:

Post a Comment