Roz kerta tha baatay milne melane ki<
>aj humari galiyaon mai a jane ka shukriya<
>dil har gay thay hum dekh k un ko<
>jhota sath nibahnay ka shukriya<
>Kehta tha mujhe se k mai chand taray tor laon ga tumhare liye<
>esay jhotay khuwab dekhany ka shukriya<
>soch k yeh baat meri aankhon se ab lahoo nikalta hai<
>mujhe meri nazar se girane ka shukriya<
>toot k chahtay thay hum us sang dil ko<
>na chahay duniya mai koi kisi ko yeh ahsas dilane ka shukriya.
Poet Hafiz Khuram.
No comments:
Post a Comment